Posts

Showing posts from May, 2012

jaan

roz subah tera chehra dekh kar bandhu main sehra honton par bas tera naam hai mannzoor har ilzaam sun le o meri jaana tujhko hai apna maana tera sang hi rehna ab ruthe chahe ab baaki sab ban jau main teri hansi de doon tujhko saari khushi maan le ab mera kehna ban ke bas meri rehna

happy birthday

luta di tujh par zindagi mita dunga apni sakhsiyat bhi tu jo mujhse maange aaj toh luta doon tujh par jannat bhi par doon to doon kya main tujhko tujhse hi jagi meri har khushi lena na chahe kucch bhi na mujhse tu bas le le meri yeh bandagi...

tu hi meri hai khuda

tu hi meri yaadon mein hai sang tere hi mujko rehna aisi waisi na baatein keh ke mujhko toh sirf yeh hai kehna tujh main hi dikhe mujhe khuda tujh par hi yeh dil hai fida main na tere sang magar tu na mujhse hai judaa tere hi lafzon se bane mere har geet ke bol tujhse hi to mil kar jaana hai zindagi kitni anmol na karun ab khudai toh kaise hogi puri fariyaad har khushi, har gum mein bas aati hai mujhko bas teri yaad tere bin na jeena mujhko maine pakda bas yeh sur main toh ab bhi jaanu na kya tha woh mera kasoor dil toh ab bhi yeh maane na ki hogi tum mujhse juda ab kisse main do apni bandag i tu jo ruthi mujhse, aye meri khud a

broken

Lonely with so many around Suffocating in an open ground What's that if not your heart's sound That's haunting you like a wild hound