tu hi meri hai khuda

tu hi meri yaadon mein hai
sang tere hi mujko rehna
aisi waisi na baatein keh ke
mujhko toh sirf yeh hai kehna
tujh main hi dikhe mujhe khuda
tujh par hi yeh dil hai fida
main na tere sang magar
tu na mujhse hai judaa

tere hi lafzon se bane
mere har geet ke bol
tujhse hi to mil kar jaana
hai zindagi kitni anmol
na karun ab khudai toh
kaise hogi puri fariyaad
har khushi, har gum mein bas
aati hai mujhko bas teri yaad

tere bin na jeena mujhko
maine pakda bas yeh sur
main toh ab bhi jaanu na
kya tha woh mera kasoor
dil toh ab bhi yeh maane na
ki hogi tum mujhse juda
ab kisse main do apni bandag
i tu jo ruthi mujhse, aye meri khud
a

Comments

Popular posts from this blog

Just One Time

Lost in Transition

Uncomfortable Silence